Aaj kal Crypto currency jo k soft currency ki aik kism ha ka zoro shor sy charcha hai. Dunya main bohat si companies Bitcoin aur dusri soft curriencies main lain dain kr rhi han. Trading plateforms main b ksi had tk Bitcoins (BTC), Litecoin (LTC), Ethereum (ETH), aur dusri soft curriencies ko shamil kr lya gya hai. Pakistan main Bitcoin aur degar tmam soft curriencies per bain ha, Government cryptocurriencies ki zmadari qbool ni krti, na hi isy legal mqam hasil ha. Ab in halat main swal ye ha k Islam is bary main kya khta hai? Ksi b ksm ki soft currency main lain dain ki haqeeqat kya hai? Ye jan’ny k lye mukhtlaif ulma e karam ky byanat sunain jo is video main ikhthy kr dye gye hain.

    #ClipsClicks

    Comments are closed.

    Share via